<META NAME = "description" CONTENT = "This page contains ghazals sung by Begum Akhtar">
<META NAME = "keywords" CONTENT = "Begum Akhtar ghazal nazm Urdu poetry">

\startsong
\stitle{diiwaanaa banaanaa hai to diiwaanaa banaa de}
\lyrics{Behzad Lucknawi}
\singers{Begum Akhtar}
\printtitle
#indian

diivaanaa banaanaa hai to diivaanaa banaa de
varnaa kahii.n taqadiir tamaashaa naa banaa de

ae dekhanewaalo mujhe ha.Ns ha.Ns ke na dekho
tum ko bhii mohabbat kahii.n mujhasaa naa banaa de

mai.n Dhuu.NDh rahaa huu.N merii vo shamma kahaa.N hai
jo bazm kii har chiiz ko paravaanaa banaa de

aaKir koii suurat bhii to ho Kaanaa-e-dil kii
kaabaa nahii.n banataa hai to but_Kaanaa banaa de

"behzad" har ek jaam pe ek sajdaa-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-janaa.N naa banaa de

#endindian
\endsong
Begum Akhtar Page

Main Page  |
Mehfil-e-Gazal  |
Index of Singers