% \startsong \stitle{aaye hai.n duur se, milane hazuur se}% \film{Tumsa Nahin Dekha}% \year{1957}% \starring{Shammi Kapoor, Ameeta}% \singer{Rafi, Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aashaa: aae hai.n duur se, milane hazuur se aise bhii chup na rahiye, kahiye jii kuchh to kahiye din hai ke raat hai rafii: haay \threedots tumase mehamaan kyaa, mujhape ahasaan kyaa laakho.n hii zulfo.n vaale, aatii hai.n gheraa Daale merii kyaa baat hai aashaa: aaye hai.n duur se \threedots uTh ke to dekhiye, kaisii fizaa hai sharamaanaa chho.Diye, ye kyaa adaa hai rafii: taubaa ye kyaa faramaayaa mai.n to yuu.N hii sharamaayaa merii kyaa baat hai aashaa: aaye hai.n duur se \threedots rafii: o o o \threedots tumase mehamaan kaa \threedots dikhatii hai roz hii, aisii fizaae.n mukha.De ke saamane, kaalii ghaTaae.n aashaa: koI chal jaae jaaduu, phir ham puuchhe.nge baabuu din hai ke raat hai \threedots rafii: o o o \threedots tumase mehamaan kaa \threedots aashaa: aa aa aa \threedots aaye hai.n duur se \threedots % #endindian \endsong %