% \startsong \stitle{ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhuu.N kahaa.N}% \film{Adl-e-Jahangir}% \year{1955}% \starring{Pradeep Kumar, Meena Kumari}% \singer{Talat}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Neha Desai % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N naa to mil ke gaye naa hii chho.Daa nishaa.N ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N naa vo lay aaj rahii naa vo mahamil rahaa paas ma.nzil pe aake luTaa kaaravaa.N ho luTaa kaaravaa.n ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N ye sitaare nahii.n Gam ke aa.NsU hai.n ye ro rahaa hai mere haal par aasamaa.n haal par aasamaa.n ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N tumase milake hii mastii me.n khoye the ham aa.Nkhe.n khulii.n to uja.Daa huaa thaa jahaa.N ab mai.n jaauu.N kahaa.N ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N hai zamii.n ke daaye nahii.n teraa nishaa.N ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N, tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.N\threedots % #endindian \endsong %