% \startsong \stitle{akelii mat ja_iyo ... tuu ga.ngaa kii mauj mai.n}% \film{Baiju Bawra}% \year{1952}% \starring{Bharat Bhushan, Meena Kumari}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Arati Deo (arati@taj.rice.edu), Tabassum Hijazi % Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU) % Editor: % \printtitle #indian % akelii mat ja_iyo raadhe jamunaa ke tiir o jii o tuu ga.ngaa kii mauj mai.n jamunaa kaa dhaaraa ho rahegaa milan, ye hamaaraa ho hamaaraa tumhaaraa rahegaa milan ye hamaaraa tumhaaraa agar tuu hai saagar to majhadhaar mai.n huu.N, majhadhaar mai.n huu.N tere dil kii kashtii kaa patavaar mai.n huu.N, patavaar mai.n huu.N chalegii akele na tumase ye naiyaa, na tumase ye naiyaa mile.ngii na ma.nzil tumhe bin khevaiyaa, tumhe bin khevaiyaa chale aao jii, chale aao jii chale aao maujo.n kaa le kar sahaaraa, ho rahegaa milan ye hamaaraa tumhaaraa rahegaa milan, ye hamaaraa tumhaaraa bhalaa kaise TuuTe.nge ba.ndhan ye dil ke, ba.ndhan ye dil ke bichha.Datii nahii.n mauj se mauj milake, hai mauj mil ke chhupoge bha.Nvar me.n to chhupane na de.nge, to chhupane na de.nge Dubo de.nge naiyaa tumhe.n Dhuu.NDh le.nge banaaye.nge ham, banaaye.nge ham banaaye.nge tuufaa.N ko lekar kinaaraa, ho rahegaa milan ye hamaaraa tumhaaraa rahegaa milan, ye hamaaraa tumhaaraa ##hmm hmmmm hmm##\threedots % #endindian \endsong %