% \startsong \stitle{aur is dil me.n kyaa rakhaa hai}% \film{Imaandaar}% \year{1986}% \starring{Sunjay Dutt, Farah, Rohan Kapoor, Sumeet Saigal}% \singer{Suresh Wadkar / Asha}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Indeevar (or Prakash Mehra???}% % % Contributor: Neeraj Deshmukh % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/27/1996 % \printtitle #indian % aur is dil me.n kyaa rakhaa hai \- 2 teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai \- 2 chiir ke dekhe, dil meraa to \- 2 teraa hii dard chhupaa rakhaa hai \- 2 pyaar ke afsaane, sune the logo.n se pyaar kyaa hotaa hai, yah tuune samajhaayaa milaa dil tujhase to, Kaab dekhe aise junuu.n jaane kaisaa, javaa.n dil pe chhaayaa dil me.n aisaa dard uThaa dil ho gayaa diivaanaa dil ho gayaa diivaanaa \threedots diivaano.n ne, is duniyaa me.n \- 2 dard kaa naam davaa rakhaa hai \- 2 aur is dil me.n, kyaa rakhaa hai teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai nigaaho.n me.n merii, yah suurat hai terii suurat yah terii, inaayat hai merii dha.Dakate siine me.n, mohabbat hai terii mohabbat hai terii, ibaadat hai merii tere sivaa kuchh yaad nahii.n hai tuu hii tuu dil me.n haa.N tuu hii tuu dil me.n dil ne pyaar kii puujaa kii hai \- 2 pyaar kaa naam Kudaa rakhaa hai \- 2 aur is dil me.n, kyaa rakhaa hai teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai % #endindian \endsong %