% \startsong \stitle{baar baar dekho, hazaar baar dekho, ke dekhane kii chiiz hai}% \film{China Town}% \year{1962}% \starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@exa.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU) % Ikram Ahmad Khan (i-khan@tamu.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % baar baar dekho, hazaar baar dekho ke dekhane kii chiiz hai, hamaaraa dilarubaa, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho (haa.N jii haa.N, aur bhii ho.nge diladaar yahaa.N laakho.n dilo.n kii bahaar yahaa.N par ye baat kahaa.N ) \- 2 ye bemisaal husn, laajavaab ye aadaa, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho (dil milaa, ek jaan\-e\-mahafil milaa yaa chiraaG\-e\-ma.nzil milaa ye na puuchho ke kahaa.N ) \- 2 nayaa nayaa ye aashiqii kaa raaz hai merA, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho (balle balle, uThake misTar kyo.n chale pyaar pe mere kaho kyo.n jale baiTh bhii jaao meharabaa.N ) \- 2 duaa karo mile tumhe.n bhii aisaa dilarubaa, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho % #endindian \endsong %