% \startsong \stitle{badalii badalii duniyaa hai merii}% \film{Sangeet Samrat Tansen}% \year{1962}% \starring{Bharat Bhushan, Anita Guha}% \singer{Lata, Mahendra Kapoor}% \music{S N Tripathi}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Himanshu Gupta % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/09/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Last modified: 06/04/1996 % \printtitle #indian % ma: badalii badalii duniyaa hai merii jaaduu hai ye kyaa tere nainan kaa la: \-2 la: kahatii thii sadaa dilakii dha.Dakan \-2 tuu baiTh bichhaake apane nayan sachchii hai agar ye terii lagan lauT aaegaa saathii jiivan kaa ma/la: badalii badalii duniyaa \threedots ma: mere giito.n ke cha.nchal svar \-2 aae ho.nge baadal banakar barase ho.nge is aa.Ngan par deke sa.ndes mere man kaa ma/la: badalii badalii duniyaa \threedots la: is raat ko chaa.Nd tale ye milan ma/la: is raat ko chaa.Nd tale ye milan la: chup dekh rahaa hai niil gagan ma/la: dauharaayegaa ye mad\-mast pavan sa.ngiit hamaarii dha.Dakan kaa ma/la: badalii badalii duniyaa \threedots % #endindian \endsong %