% \startsong \stitle{bane chaahe dushman zamaanaa hamaaraa}% \film{Dostana}% \starring{Amitabh, Shatrughan Sinha, Zeenat}% \singer{Rafi, Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Rajan Purshottam Parrikar (parrikar@spot.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % ra: bane chaahe dushman zamaanaa hamaaraa salaamat rahe dostaanaa hamaaraa ki: bane chaahe \threedots r: vo Kvaabo.n ke din vo kitaabo.n ke din savaalo.n kii raate.n javaabo.n ke din ka_ii saal hamane guzaare yahaa.N yahii.n saath khele hue ham javaa.n hue ham javaa.n thaa bachapan ba.Daa aashikaanaa hamaaraa salaamat rahe dostaanaa hamaaraa ki: bane chaahe \threedots ki: naa bichha.De.nge mar ke bhii ham dosto.n hame.n dostii kii qasam dosto.n pataa ko_ii puuchhe to kahate hai.n ham ke ek duuje ke dil me rahate hai.n ham rahate hai.n ham nahii.n aur ko_ii Thikaanaa hamaaraa salaamat rahe dostaanaa hamaaraa r: bane chaahe \threedots % #endindian \endsong %