% \startsong \stitle{bhaarat hamako jaan se pyaaraa hai}% \film{Roja}% \year{}% \starring{Arvind, Madhu}% \singer{Hariharan}% \music{A R Rahman}% \lyrics{P K Mishra}% % % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Pranav Shah (shah@elvis.umd.umich.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % bhaarat hamako jaan se pyaaraa hai sabase nyaaraa gulistaa.n hamaaraa hai sadiyo.n se bhaarat bhuumi duniyaa kii shaan hai bhaarat maa.n kii rakshaa me.n jiivan qurbaan hai bhaarat hamako jaan se \threedots uja.De nahii.n apanaa chaman, TUTe nahii.n apanaa vatan duniyaa dhar dharatii korI, barabaad naa karade koii mandir yahaa.N, masjid vahaa.N, hinduu yahaa.N muslim vahaa.N milate rahe ham pyaar se jaago \threedots hindustaanii naam hamaaraa hai, sabase pyaaraa desh hamaaraa hai janmabhuumi hai hamaarii shaan se kahe.nge ham sabhii to bhaaI\-bhaaI pyaar se rahe.nge ham hindustaanii naam hamaaraa hai aasaam se gujaraat tak, ba.ngaal se mahaaraashhTr tak jhanakii sahii gun ek hai, bhaashhaa alag sur ek hai kashmiir se madraas tak, kah do sabhii ham ek hai.n aavaaz do ham ek hai.n jAgo \threedots % #endindian \endsong %