% \startsong \stitle{aa.Nkho.n me.n mastii sharaab kii}% \film{Chhaaya}% \year{1961}% \starring{Sunil Dutt, Asha Parekh}% \singer{Talat}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aa.Nkho.n me.n mastii sharaab kii kaalii zulfo.n me.n aa.Nhe.n shabaab kii jaane aaii kahaa.N se TuuTake mere daaman me.n pa.nkhu.Dii gulaab kii haae, aa.Nkho.n\threedots chaa.nd kaa Tuka.Daa kahuu.N yaa, husn kii duniyaa kahuu.N priit kii saragam kahuu.N yaa, pyaar kaa sapanaa kahuu.N sochataa huu.N, kyaa kahuu.N, sochataa huu.N, kyaa kahuu.N is shoK ko mai.n kyaa kahuu.N aa.Nkho.n\threedots chaal kahatii hai na ho, pahalii ghaTaa barasaat kii har adaa apanii jagah, taariif ho kis baat kii aarazuu kitane dino.n se, aarazuu kitane dino.n se thii hame.n is raat kii aa.Nkho.n\threedots % #endindian \endsong %