% \startsong \stitle{cha.ndaa kii chaa.Ndanii kaa jaaduu}% \film{Sitaaron Se Aage}% \year{1958}% \starring{Ashok Kumar, Vyjayantimala}% \singer{Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Vandana (vandana_iyengar@hotmail.com) % Transliterator: % Date: July 9, 1999 % Credits: % Comments: From "Geet Kitne Gaa Chuki Hun", rare Asha songs % commemorative cassette made for the East Coast RMIMeet '98 % by Neha Desai, Richa Dubey, Chetan Vinchhi & Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % cha.ndaa kii chaa.Ndanii kaa jaaduu ye raat ye samaa ulfat kii mauj le chalii hai mujhako na jaane kahaa.N puuchho na hai mere dil me.n kyaa jo mere saath ho tum apanaa bhii mai.n pataa kyaa jaanuu.N huu.N mai.n to pyaar me.n gum dil pe nahii.n hai aaj qaabuu khulatii nahii.n zubaa.N ulfat kii mauj le chalii hai mujhako na jaane kahaa.N cha.ndaa kii chaa.Ndanii kaa jaaduu mai.n nadiyaa tuu meraa saagar hai o man ke miit mere jhuume jaa tuu yuu.N hii laharo.n me.n sun sunake giit mere bhiigii ye raat aur mai.n tuu mausam javaa.N javaa.N ulfat kii mauj le chalii hai mujhako na jaane kahaa.N cha.ndaa kii chaa.Ndanii kaa jaaduu % #endindian \endsong %