% \startsong \stitle{aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n}% \film{Phir Vahi Dil Laya Hoon}% \year{1963}% \starring{Joy Mukherjee, Asha Parekh}% \singer{Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Vandana Venkatesan % Credits: David Anthony Windsor % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % \printtitle #indian % aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n tasaviir hai ek anjaane kii khud Dhuu.NDh rahii hai shamaa jise kyaa baat hai us paravaane kii aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n \threedots vo usake labo.n par shokh ha.Nsii ra.Ngiin sharaarat aa.Nkho.n me.n saa.Nso.n me.n mohabbat kii Kushabuu vo pyaar kii dha.Dakan baaton me.n duniyaa merii \threedots badal gayii banake ghaTaa nikal gayii taubaa vo nazar mastaane kii khud Dhuu.NDh rahii hai shamaa jise kyaa baat hai us paravaane kii aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n \threedots a.ndaaz vo usake aane kaa chupake se bahaar aaye jaise kahane ko gha.Dii bhar saath rahaa par umar guzaar aaye jaise unake binaa \threedots rahuun.Ngii nahii.n kismat se ab jo kahii.n mil jaaye khabar diivaane kii khud Dhuu.NDh rahii hai shamaa jise kyaa baat hai us paravaane kii aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n \threedots % #endindian \endsong %