% \startsong \stitle{chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke}% \film{Boot Polish}% \year{1954}% \starring{David}% \singer{Talat, Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % % Contributor: Biju Parameshwaran (paramesh@enuxsa.eas.asu.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Satish Kalra % Editor: % \printtitle #indian % t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke \- 2 A: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke \- 2 t: chalii kaunase desh gujariyA tuu saj\-dhaj ke t: chhalake.n maat\-pitaa kI a.Nkhiyaa.N rove tere bachapan kii sakhiyaa.n bhaiyaa kare pukaar ho bhaiyaa kare pukaar nA jaa ghar\-aa.ngan taj ke A: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke A: duur desh mere pii kii nazariyA vo unakii mai.n unakii sa.nvariyaa baa.ndhii lagan kii Dor ho baa.ndhii lagan kii Dor mai.nne sab soch\-samajhake jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke ta: do din jag me.n dhuum machaaye.n jaa ke koii vapas na aaye khoj khoj thak jaaye.n ho khoj khoj thak jaaye.n do nainaa chaa.Nd suraj ke A: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke % #endindian \endsong %