% \startsong \stitle{chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii}% \film{Parineeta}% \year{1953}% \starring{Ashok Kumar, Meena Kumari}% \singer{Manna De}% \music{Aroon Kumar}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 01/18/1996 % Editor: Rajiv Shridhar % \printtitle #indian % chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii \-2 apane mohan se mukha.Daa mo.Dake \-2 chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii apane mohan se mukha.Daa mo.Dake maan bharii, abhimaan bharii \-2 nirmohii se, nirmohii se naataa to.Dake apane mohan se mukha.Daa mo.Dake chalii raadhe raanii o o, jamunaa ke taT pe, ba.nsii ke baT pe naTakhaT ne usako gher liyaa dekho naTakhaT ne usako gher liyaa ghuu.NghaT ke paT se jhaa.Nk ke jhaTapaT raadhaa ne bhii mu.Nh pher liyaa dekho raadhaa ne bhii mu.Nh pher liyaa baato.n hii baato.n me.n jhaga.Daa bhayaa aisaa \-2 baaho.n ke ba.ndhan to.Dake ho chalii baaho.n ke ba.ndhan to.Dake apane mohan se mukha.Daa mo.Dake (chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii apane mohan se mukha.Daa mo.Dake chalii raadhe raanii) \-2 chhaliyaa mohan, raadhe bholii \-2 saa.Nvariyaa ne kii jo chhichholii \-2 saa.Nvariyaa saa.Nvariyaa, saa.Nvariyaa ne kii jo chhichholii na kuchh Dolii, na kuchh bolii raadhe na kuchh Dolii, na kuchh bolii na hii do akhiyaa.N kholii \-2 laakh manaaye gorii, maane na maane, madhuban kii galiyaa.N chho.Dake ho, madhuban kii galiyaa.N chho.Dake apane mohan se mukha.Daa mo.Dake (chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii apane mohan se mukha.Daa mo.Dake chalii raadhe raanii) \-2 % #endindian \endsong %