% \startsong \stitle{chalo sajanaa jahaa.N tak ghaTaa chale}% \film{Mere Humdum Mere Dost}% \year{1968}% \starring{Dharmendra, Sharmila Tagore}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Aug 9 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % chalo sajanaa jahaa.N tak ghaTaa chale lagaakar mujhe gale chalo sajanaa jahaa.N tak ghaTaa chale su.ndar sapano.n kii hai ma.nzil kadam ke niiche fursat kisako itanii, dekhe jo mu.Dake piichhe tum chalo ham chale.n, ham chale.n tum chalo saavan kii havaa chale chalo sajanaa jahaa.N\threedots dha.Dakan tumare dilakii, ulajhii hamaarii laT me.n tumare tan kii chhaayaa, kaajal banii palak me.n ek hai.n do badan, do badan ek hai.n aa.Nchal ke tale\-tale chalo sajanaa jahaa.N\threedots patthariilii raaho.n me.n tum sa.ng mai.n jhuum luu.Ngii khaaoge jab Thokar, ho.nTho.n se chuum luu.Ngii pyaar kaa aaj se, aaj kaa pyaar se hamase silasilaa chale chalo sajanaa jahaa.N\threedots % #endindian \endsong %