% \startsong \stitle{chhalakaae.n jaam aaiye aapakii aa.Nkho.n ke naam}% \film{Mere Humdum Mere Dost}% \year{}% \starring{Dharmendra, Sharmila Tagore}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 10 1995 % Credits: Rahul Shridhar (rahul@eng2.uconn.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % chhalakaae.n jaam aaiye aapakii aa.Nkho.n ke naam ho.nTho.n ke naam phuul jaise tan ke jalave, ye ra.Ng\-o\-buu ke ye ra.Ng\-o\-buu ke aaj jaam\-e\-may uThe, in ho.nTho.n ko chhuuke in ho.nTho.n ko chhuuke lachakaaiye shaakh\-e\-badan, laharaaiye zulpho.n kii shaam chhalakaae.n jaam \threedots aapakaa hii naam lekar, pii hai sabhii ne pii hai sabhii ne aap par dha.Dak rahe hai.n, pyaalo.n ke siine pyaalo.n ke siine yahaa.N ajanabii koii nahii.n, ye hai aapakii mahafil tamaam chhalakaae.n jaam \threedots kaun har kisii kii baahe.n, baaho.n me.n Daal le baaho.n me.n Daal le jo nazar ko shaakh laae, vo hii sambhaal le vo hii sambhaal le duniyaa ko ho auro.n kii dhun, hamako to hai saaqii se kaam chhalakaae.n jaam \threedots % #endindian \endsong %