% \startsong \stitle{chhoTaa saa ghar hogaa baadalo.n kii chhaa.Nv me.n}% \film{Naukri}% \year{1954}% \starring{Kishore Kumar, Sheila Ramani, Kanhaiyalal}% \singer{Kishore, Shaila Belle}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Ranjit Konkar (konkar@bimini.stanford.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % chhoTaa saa ghar hogaa baadalo.n kii chhaa.Nv me.n aashaa diivaanii man me.n ba.nsurii bajaaye ham hii ham chamake.nge taaro ke us gaa.Nv me.n aa.Nkho.n kii roshanii har dam ye samajhaaye chaa.Ndii kii kursii pe baiThe merii chhoTii bahanaa sone ke si.nhaasan pe baiThe merii pyaarii maa.N meraa kyaa mai.n pa.Daa rahuu.Ngaa ammii jii ke paa.Nv me.n meraa kyaa mai.n pa.Daa rahuu.Ngaa ammii jii ke paa.Nv me.n aa a_i re, aa a_i re aa a_i re, aa a_i re chhoTaa saa ghar hogaa \threedots merii chhoTii bahanaa naazo.n kii paalii shahazaadii jitanii bhii jaldii ho mai.n kar duu.Ngaa isakii shaadii achchhaa hai ye balaa hamaarii jaaye duuje gaa.Nv me.n achchhaa hai ye balaa hamaarii jaaye duuje gaa.Nv me.n aa a_i re, aa a_i re aa a_i re, aa a_i re chhoTaa saa ghar hogaa \threedots ## (different tune - ) ## kahegii maa.N dulhan laa beTaa ghar suunaa suunaa hai man me.n jhuum kahuu.Ngaa mai.n maa.N itanii jaldii kyaa hai? galii galii me.n tere raaj_dulaare kii charchaa hai aakhir koii to aayegaa in naino.n kii gaa.Nv me.n aakhir koii to aayegaa in naino.n kii gaa.Nv me.n aa a_i re, aa a_i re aa a_i re, aa a_i re chhoTaa saa ghar hogaa \threedots % #endindian \endsong %