% \startsong \stitle{chuu.Dii nahii.n ye meraa}% \film{Gambler}% \year{}% \starring{Dev, Zaheeda, Shatru}% \singer{Kishore, Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Neeraj}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ki : chuu.Dii nahii.n ye meraa \threedots chuu.Dii nahii.n ye meraa, dil hai, dekho dekho TuuTe nA chuu.Dii nahii.n ye meraa \threedots ki : niilii piilii, ra.ng bira.ngii, pyaar kii ye saugaat nA nA nA nA aise nahii.n, dhiire dhiire, chupake chupake, Daalo iname.n haath kaa.nch hai kachchaa, lekin sachchaa ho inase shrR^i.ngaar paisaa nahii.n, sonaa nahii.n, hiiraa nahii.n, motii nahii.n kiimat inakii pyaar phuulo.n sI, naazuk hai, dekho, dekho dekho dekho dekho, TuuTe nA chuu.Dii nahii.n ye meraa \threedots l : huu.N huu.N \threedots koI bhI tU, meraa hai tU, ai mere hamadam Gam mile, khuushii mile, kahii.n rahe.n, kaise rahe.n, bichha.De.nge nA ham ki : phir bhI l : huu.N huu.N ki : jaaneman l : huu.N huu.N ki : dekho dekho TuuTe nA, chuu.Dii nahii.n ye meraa \threedots l : chuu.Dii nahii.n ye teraa dil hai ki : dekho dekho TuuTe nA chuu.Dii nahii.n ye meraa \threedots % #endindian \endsong %