% \startsong \stitle{dard-e-dil, dard-e-jigar dil me.n jagaayaa aapane}% \film{Karz}% \year{1980}% \starring{Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Grewal, Raj Kiran, Premnath}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % dad.r\-e\-dil, dad.r\-e\-jigar dil me.n jagaayaa aapane pahale to mai.n, shaayar thaa, aashiq banaayaa aapane aapakii mad_hosh nazare.n kar rahii.n hai.n shaayarii ye Gazal merii nahii.n ye Gazal hai.n aapakii mai.n ne to bas vo likhaa jo kuchh likhaayaa aapane dad.r\-e\-dil \threedots kab kahaa.N sab kho gayii jitanii bhii thii parchhaiyaa.N uTh gayii yaaro kii mahafil ho gayii tanhaiyaa.N kyaa kiyaa shaayad ko_ii paradaa giraayaa aapane dad.r\-e\-dil \threedots aur tho.Dii der me.n bas, ham judaa ho jaaye.nge aapako Dhuu.NDhuu.Ngaa kaise, raaste kho jaaye.nge naam tak to bhii nahii.n apanaa bataayaa aapane dad.r\-e\-dil \threedots % #endindian \endsong %