% \startsong \stitle{aa_ii ab kii saal divaalii mu.Nh par apane khuun male}% \film{Haqeeqat}% \year{1964}% \starring{Dharmendra, Priya Rajvansh}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aa_ii ab kii saal divaalii mu.Nh par apane khuun male aa_ii ab kii saal divaalii chaaro.n taraf hai ghor andheraa ghar me.n kaise dIp jale aa_ii ab kii saal \threedots baalak tarase phulajha.Diyo.n ko (diipo.n ko diivaare.n \- 2) maa.N kii godii suunii suunii (aa.Ngan kaise sa.nvaare \- 2) raah me.n unakii jaao ujaalo.n ban me.n jinakii shaam Dhale aa_ii ab kii saal \threedots jinake dam se jagamag jagamag (karatii thii ye raate.n \-2) chorii chorii ho jAtI thii (man se man kii baate.n \- 2) chho.D chale vo ghar me.n amaavas, jyotii lekar saath chale aa_ii ab kii saal \threedots Tap\-Tap Tap\-Tap Tapake (aa.Nsuu chhalakii khaalii thaalii \-2 ) jaane kyA kyA samajhaatii hai (aa.Nkho.n kii ye laalii \-2) shor machaa hai aag lagI hai kaTate hai parvat pe gale aa_ii ab kii saal \threedots % #endindian \endsong %