% \startsong \stitle{dhaanii chunarii pahan, sajake banake dulhan (kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N)}% \film{Hare Kaanch Ki Choodiyaan}% \year{1967}% \starring{Biswajeet, Naina Sahoo}% \singer{Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % dhaanii chunarii pahan, sajake banake dulhan jaaU.Ngii unake ghar, man me.n unakii lagan giit me.n meraa man \threedots kuchh na boluu.Ngii mai.n, mukh na kholuu.Ngii mai.n baj uThe.ngii hare, kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N \- 2 kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N \- 3 chhuuTe maataa pitaa, chhuuTe vo baalaapan khelii mai.n jinake sa.ng, puure solah saavan deke tan aur man \threedots deke tan aur man, mai.n manaauu.N sajan, terii baaho.n me.n ho, meraa jiivan maraN vaadaa le.ngii hare, kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N baj uThe.ngii hare, kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N do salone vachan, tumako merii qasam ye qasam pyaar kii, ye rasam pyaar kii ab nibhaanaa sajan \threedots ab nibhaanaa sajan, mat bhulaanaa sajan jaao parades to, jal_dii aanaa sajan vaadaa le.ngii hare, kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N baj uThe.ngii hare, kaa.Nch kii chuu.Diyaa.N % #endindian \endsong %