% \startsong \stitle{dil jalegaa to zamaane me.n ujaalaa hogaa}% \film{Ye Basti Ye Log}% \year{}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Bhola Shreshtha}% \lyrics{Prem Warbartani}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: 01/18/1996 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Snehal B. Oza % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: This movie was probably never made % \printtitle #indian % dil jalegaa to zamaane me.n ujaalaa hogaa \-2 husn zarro.n kaa sitaaro.n se niraalaa hogaa dil jalegaa \threedots kaun jaane ye mohabbat kii sazaa hai ke silaa \-2 ham kinaare pe bhii pahu.nche to kinaaraa na milaa bujh gayaa chaa.Nd kisii dard bhare dil kii tarah \-2 raat kaa ra.Ng abhii aur bhii kaalaa hogaa dil jalegaa \threedots dekhanaa ro_egii fariyaad karegii duniyaa \-2 ham na ho.nge to hame.n yaad karegii duniyaa apane jiine kii adaa bhii hai anokhi qadd (??) ke \-2 apane marane kaa bhii a.ndaaz niraalaa hogaa dil jalegaa to zamaane me.n ujaalaa hogaa dil jalegaa \threedots % #endindian \endsong %