% \startsong \stitle{aaj kal merii ho.nTho.n par ha.Nsii hai aaj kal}% \film{Tamanna}% \year{}% \starring{Pooja Bhatt, Paresh Rawal, Sharad Kapoor, Ashutosh Rana}% \singer{Alka Yagnik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Rahat Indori}% % % Contributor: Anant Mathur % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal mere ho.nTho.n par ha.Nsii hai aaj kal dil me.n ek duniyaa basii hai aaj kal aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal \threedots aaj kisii ne pyaar se mujhako apanaa kahaa hai mai.n ne bhii apane dil pe kisii kaa naam likhaa hai dil ne sajaaye aa.Nkho.n me.n mere sapane hii sapane chaa.Nd bhii apanaa kiraNe bhii apanii taare bhii apane chaa.Ndanii hii chaa.Ndanii hai aaj kal mere ho.nTho.n par ha.Nsii hai aaj kal \threedots merii tarah se lagate hai.n paagal, chaa.Nd sitaare kis ke liye hai phuul ye saare, baahe.n pasaare pyaar kii daulat, pyaar ke motii, pyaar ke shabanam ruuTh gaye the, chhuuT gaye the, mujhase jo mausam phir un ruto.n kii vaapasii hai aaj kal mere ho.nTho.n par ha.Nsii hai aaj kal \threedots % #endindian \endsong %