% \startsong \stitle{aajaa re, paradesii, mai.n to kab se kha.Dii is paar}% \film{Madhumati}% \year{1958}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, PRan}% \singer{Lata}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU) % Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aajaa re .a.a.a paradesii mai.n to kab se kha.Dii is paar ye a.Nkhiyaa.N, thak ga_ii pa.nth nihaar aajaa re, paradesii (tum sa.ng janam janam ke phere bhuul gaye kyuu.N saajan mere ) \- 2 ta.Dapat huu.N mai.n saa.njh savere, o \threedots aajaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar \threedots (mai.n nadiyaa phir bhii mai.n pyaasii bhed ye gaharaa baat zaraa sii ) \- 2 bin tere har raat udaasii, o \threedots aajaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar \threedots mai.n diye kii aisii baatii jal na sakii jo bujh bhii na paatii aa mil mere jiivan saathii, o \threedots aajaa re, mai.n to kab se kha.Dii is paar \threedots % #endindian \endsong %