% \startsong \stitle{aao bachcho.n tumhe.n dikhaae.n jhaa.Nkii hi.ndustaan kii}% \film{Jaagriti}% \year{1954}% \starring{Abhi Bhattacharya}% \singer{Pradeep}% \music{Hemant}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % umesh garg (garg@happy.helios.nd.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aao bachcho.n tumhe.n dikhaae.n jhaa.Nkii hi.ndustaan kii is miTTii se tilak karo ye dharatii hai balidaan kii va.nde maataram \threedots uttar me.n rakhavaalii karataa parvataraaj viraaT hai dakshiN me.n charaNo.n ko dhotaa saagar kaa samraaT hai jamunaa jii ke taT ko dekho ga.ngaa kaa ye ghaaT hai baaT\-baaT pe haaT\-haaT me.n yahaa.N niraalaa ThaaTh hai dekho ye tasviire.n apane gaurav kii abhimaan kii, is miTTii se \threedots ye hai apanaa raajapuutaanaa naaz ise talavaaro.n pe isane saaraa jiivan kaaTaa barachhii tiir kaTaaro.n pe ye prataap kaa vatan palaa hai aazaadii ke naaro.n pe kuud pa.Dii thii yahaa.N hazaaro.n pad{}miniyaa.N a.ngaaro.n pe bol rahii hai kaN kaN se kurabaanii raajasthaan kii dekho mulk maraaTho.n kaa ye yahaa.N shivaajii Dolaa thaa muGalo.n kii taakat ko jisane talavaaro.n pe tolaa thaa har paavat pe aag lagii thii har patthar ek sholaa thaa bolii har\-har mahaadev kii bachchaa\-bachchaa bolaa thaa yahaa.N shivaajii ne rakhii thii laaj hamaarii shaan kii is miTTii se \threedots jaliyaa.N vaalaa baag ye dekho yahaa.N chalii thii goliyaa.N ye mat puuchho kisane khelii yahaa.N khuun kii holiyaa.N ek taraf ba.nduuke.n dan dan ek taraf thii Toliyaa.N maranevaale bol rahe the inaqalaab kii boliyaa.N yahaa.N lagaa dii bahano.n ne bhii baajii apanii jaan kii is miTTii se \threedots ye dekho ba.ngaal yahaa.N kaa har chappaa hariyaalaa hai yahaa.N kaa bachchaa\-bachchaa apane desh pe maranevaalaa hai Dhaalaa hai isako bijalii ne bhuuchaalo.n ne paalaa hai muTThii me.n tuufaan ba.ndhaa hai aur praaN me.n jvaalaa hai janmabhuumi hai yahii hamaare viir subhaashh mahaan kii is miTTii se \threedots % #endindian \endsong %