% \startsong \stitle{Dolii me.n biThaaii ke kahaar}% \film{Amar Prem}% \year{}% \starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}% \singer{S D Burman}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: Aniruddha B. Deglurkar (ani@ms.uky.edu) % Editor: % \printtitle #indian % ho raamaa re, ho o raamaa Dolii me.n biThaaii ke kahaar \- (2) laae mohe sajanaa ke dvaar o Dolii me.n biThaaii ke kahaar biite din khushiyo.n ke chaar, deke dukh man ko hajaar o Dolii me.n\threedots mar ke nikalanaa thaa, o, mar ke nikalanaa thaa ghar se saa.Nvariyaa ke jiite jii nikalanaa pa.Daa phuulo.n jaise paa.Nvo.n me.n, pa.D gae ye chhaale re kaa.NTo.n pe jo chalanaa pa.Daa patajha.D, o ban ga_ii patajha.D, o ban ga_ii patajha.D bairan bahaar Dolii me.n\threedots jitane hai.n aa.Nsuu merii, o, jitane hai.n aa.Nsuu merii a.Nkhiyo.n me.n, utanaa nadiyaa me.n naahii.n re niir o likhanevaale tuune likh dii ye kaisii merii TuuTii nayyaa jaisii taqadiir uThaa maajhii, o maajhii, uThaa maajhii, o maajhii re, uThaa maajhii uThe paTavaar Dolii me.n\threedots TuuTaa pahale mere man, o, TuuTaa pahale man ab chuu.Diyaa.N TuuTii.n, ye saare sapane yuu.N chuur kaisaa huaa dhokhaa aayaa pavan kaa jho.nkaa miT gayaa meraa si.nduur luT gae, o raamaa, luT gae, o raamaa mere luT gae solah shrR^i.ngaar Dolii me.n\threedots % #endindian \endsong %