% \startsong \stitle{duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar}% \film{Anaarkali}% \year{1953}% \starring{Pradeep Kumar, Bina Roy}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Archana Kapur % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 03/30/1997 % \printtitle #indian % duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar vafaao.n kaa majabuur daaman bichhaa kar duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar jo bijalii chamakatii hai unake mahal par vo kar le tasallii, meraa ghar jalaa kar duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar \- 2 salaamat rahe tuu, merii jaan jaae \- 2 mujhe is bahaane se hii maut aae karuu.Ngii mai.n kyaa cha.nd saa.Nse.n bachaa kar duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar \- 2 (mai.n kyaa duu.N tujhe meraa sab luT chukaa hai duaa ke sivaa mere paas aur kyaa hai) \- 2 gariibo.n kaa ek aasaraa\-e\-khudaa hai \- 2 magar merii tujhase yahii iltajaa hai na dil to.Danaa dil kii duniyaa basaa kar duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar \- 2 vafaao.n kaa majabuur daaman bichhaa kar duaa kar Gam\-e\-dil, khudaa se duaa kar \- 2 % #endindian \endsong %