% \startsong \stitle{Gam uThaane ke liye mai.n to jiye jaauu.Ngaa}% \film{Mere Huzoor}% \year{1968}% \starring{Raj Kumar, Jeetendra, Mala Sinha}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % Gam uThaane ke liye mai.n to jiye jaauu.Ngaa saa.Ns kii lay pe teraa naam liye jaauu.Ngaa haay tuune mujhe ulfat ke sivaa kuchh na diyaa aur maine tujhe nafarat ke sivaa kuchh na diyaa tujhase sharami.ndaa huu.N, ai merii vafaa kii devii teraa mujarim huu.N musiibat ke sivaa kuchh na diyaa Gam uThaane ke liye mai.n to jiye jaauu.Ngaa \threedots tuu Kayaalo.n me.n merii ab bhii chalii aatii hai apanii palako.n pe un ashko.n kaa janaazaa lekar tuune nii.nde.n karii.n qurabaan merii raaho.n me.n mai.n nashe me.n rahaa auro.n kaa sahaaraa lekar Gam uThaane ke liye mai.n to jiye jaauu.Ngaa \threedots % #endindian \endsong %