% \startsong \stitle{ha.Nsataa huaa nuuraanii cheharaa, kaalii zulfe.n ra.ng sunaharaa}% \film{Parasmani}% \year{}% \starring{Mahipal, Geetanjali}% \singer{Kamal Barot, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Farouq Qaiser}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % ha.Nsataa huaa nuuraanii cheharaa kaalii zulfe.n ra.ng sunaharaa terii javaanii taubaa re taubaa re dilarubaa dilarubaa, dilarubaa dilarubaa ha.Nsataa huaa \threedots pahale terii aa.Nkho.n ne luuT liyaa duur se, pahale terii pahale terii aa.Nkho.n ne luuT liyaa duur se phir ye sitam hamape ki dekhanaa garuur se (o diivaane \- 2), (tuu kyaa jaane \- 2) dil ki beqaraariyaa.N hai.n kyaa ha.Nsataa huaa \threedots jii bhar ke ta.Dapaale jii bhar ke pyaar kar, jii bhar ke jii bhar ke ta.Dapaale jii bhar ke pyaar kar sab kuchh ga.nvaaraa hai tho.Daa saa pyaar kar (tuu hii dil me.n \- 2), (dil mushkil me.n \- 2) ab na dil ki mushkile.n ba.Dhaa ha.Nsataa huaa \threedots % #endindian \endsong %