% \startsong \stitle{haa.N mai.n diivaanaa huu.N chaahuu.N to ## Mukesh gazal ##}% \film{non-Film}% \starring{}% \singer{Mukesh}% \music{Murli Manohar Swarup}% \lyrics{Shaukat Pardesi}% % % Contributor: (tanvi@utxvms.cc.utexas.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % haa.N mai.n dIvaanaa huu.N chaahuu.N to machal sakataa huu.N khilaavat\-e\-husn ke kaanuun badal sakataa huu.N khaar to khaar hai.n a.ngaaro.n pe chal sakataa huu.N mere mahabuub mere dost nahii.n ye bhii nahii.n merii bebaak tabiiyat kaa takaazaa hai kuchh aur isii raftaar se duniyaa ko guzar jaane duu.N dil me.n ghuT ghuT ke tamannAo.n ko mar jaane duu.N terii zulfo.n ko sar\-e\-dosh bikhar jaane duu.N ek din chhiin luu.n mai.n azamat\-e\-baasil kaa junuun to.D duu.N to.D duu.N mai.n shaukh se duniyaa kaa khus (?) aur bah jaaye yuu.n hii nafz\-e\-zaarosIm kaa khuun gairat\-e\-ishq ko manzuur tamaashaa hai yahii merii fitarat kaa mere dost takaazaa hai yahii % #endindian \endsong %