% \startsong \stitle{hai apanaa dil to aavaaraa, na jaane kis pe aayegaa}% \film{Solvah Saal}% \year{1958}% \starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}% \singer{Hemant}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@centi.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: % \printtitle #indian % % This one is from one of Dev's earlier movies - Solvah Saal % (1958). Hemant's melodious voice again.. Hemant's songs are all very % simple - has a simple tune, background music is simple. The lyrics of % all his songs are simple superb. % % Here is the happy version of 'hai apna dil..', there is a sad % version that Dev sings alone. % % The scene in this song is - Dev and Waheeda in a train, with % Dev singing and Waheeda acting as if she irritated by him. % % Another 'mast gaana' :) % % bye % satish % hai apanaa dil to aavaaraa, na jaane kis pe aayegaa hasiino.n ne bulaayaa, gale se bhii lagaayaa bahut samajhaayaa, yahii na samajhaa bahut bholaa hai bechaaraa, na jaane kis pe aayegaa hai apanaa dil to aavaaraa \threedots ajab hai diivaanaa, na ghar naa Thikaanaa zamii.n se begaanaa, phalak se judaa ye ek TuuTaa huaa taaraa, na jaane kis pe aayegaa hai apanaa dil to aavaaraa \threedots zamaanaa dekhaa saaraa, hai sab kaa sahaaraa ye dil hii hamaaraa, huaa na kisii kaa safar me.n hai ye ba.njaaraa, na jaane kis pe aayegaa hai apanaa dil to aavaaraa \threedots huaa jo kabhii raazii, to milaa nahii.n kaazii jahaa.N pe lagii baazii, vahii.n pe haaraa zamaane bhar kaa naakaaraa, na jaane kis pe aayegaa hai apanaa dil to aavaaraa \threedots % The song has a "sad" tandem. The lyrics for this follow % courtesy Srinivas Ganti, Prithvi Dasgupta & the "Hemantada" series hai apanaa dil to aavaaraa na jaane kis pe aa_egaa \threedots (rukegaa na rukaa hai na jaane dhun hii kyaa hai kabhii ye rastaa hai kabhii vo rastaa) \- 2 phire hai dar badar maaraa na jaane kis pe aa_egaa \threedots (kisiise ye milaa thaa bataa_e ko_ii kyaa thaa bedaarii kaa samaa thaa ke thaa vo sapanaa) \- 2 Kud apane dard se haaraa na jaane kis pe aa_egaa \threedots % #endindian \endsong %