% \startsong \stitle{jab tak pure naa ho.n phere saat}% \film{Nadiya Ke Paar}% \year{1982}% \starring{Sachin, Sadhna Singh}% \singer{Hemlata, chorus}% \music{Ravindra Jain}% \lyrics{Ravindra Jain}% % % Contributor: Porkey (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jab tak pUre naa ho.n phere saat tab tak dulhan nahii.n dulhaa kii re tab tak babunii nahii.n babuvaa kii, naa, jab tak \threedots 1) abhahii to pahunaa pahalii bha.nvar pa.Dii hai abhii.n to dillii dUr kha.Dii hai ho pahalii bha.nvar pa.Dii hai dillii dUr kha.Dii hai saat phere saat janmo.n kaa saath, jab tak pUre naa \threedots 2) jaise jaise bha.Nvar pa.De man apano.n ko chho.De ek ek bhaa.Nvar naataa anjaano.n se jo.De man ghar apano.n ko chho.De, anjaano.n se naataa jo.De sukh kii badarii aa.Nsuu kii barasaat, jab tak pUre naa \threedots % #endindian \endsong %