% \startsong \stitle{kaun hai jo sapano.n me.n aayaa, kaun hai jo dil me.n samaayaa}% \film{Jhuk Gaya Aasmaan}% \year{1968}% \starring{Rajendra Kumar, Saira Bano}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % kaun hai jo sapano.n me.n aayaa kaun hai jo dil me.n samaayaa lo jhuk gayaa aasamaa.n bhii ishq meraa ra.ng laayaa o priyaa, o priyaa\threedots zindagii ke har ik mo.D pe mai.n giit gaataa chalaa jaa rahaa huu.N bekhudii kaa ye aalam na puuchho manzilo.n se ba.Dhaa jaa rahaa huu.N, \threedots saj ga_ii aaj saarii dishaae.n khul ga_ii.n aaj jannat kii raahe.n husn jabase meraa ho gayaa hai mujhape pa.Datii hai.n sabakii nigaahe.n, \threedots jism ko maut aatii hai lekin ruuh ko maut aatii nahii.n hai ishq raushan hai raushan rahegaa raushanii isakii jaatii nahii.n hai, \threedots % #endindian \endsong %