% \startsong \stitle{na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge ## geeta dutt ##}% \film{Shart}% \year{1954}% \starring{Deepak, Shyama}% \singer{Geeta}% \music{Hemant}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: % \printtitle #indian % na ye chaa.Nd hogaa na taare rahe.nge magar ham hameshaa tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa\threedots nazar Dhuu.NDhatii thii jise paa liyaa hai ummiido.n ke phuulo.n se daaman bharaa hai ye din hamako sab din se pyaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa\threedots kahuu.N kyaa mere dil kaa armaan kyaa hai tumhe.n har gha.Dii chuumanaa chaahataa hai kahaa.N tak bhalaa jii ko maare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa\threedots sahaaraa mile jo tumhaarii ha.Nsii kaa bhulaa de.nge ham saaraa Gam zindagii kaa tumhaare liye hai.n tumhaare rahe.nge na ye chaa.Nd hogaa\threedots % #endindian \endsong %