% \startsong \stitle{nain hamaare saa.njh sakhaare, dekhane laakho.n sapane}% \film{Annadata}% \year{1972}% \starring{Anil Dhawan, Jaya Bhaduri, Om Prakash}% \singer{Mukesh}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Yogesh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % nain hamaare saa.njh sakhaare dekhe.n laakho.n sapane sach ye kahanii ho.nge yaa nahanii koI jaane naa koI jaane naa yahaa.N man ye kahe dukhii na ho Gamo.n se haar ke likhate rahe jo aa.Nsuo.n se giit pyaar ke giit vo chaahe roe koI ha.Ns ke gaae sach ye kahanii \threedots sunate rahe bahaaro.n kii jo roj aahaTe.n chunate rahe labo.n pe ham to muskuraahaTe.n dil me.n dabaae laakho.n aramaan jo haay sach ye kahanii \threedots % #endindian \endsong %