% \startsong \stitle{phailii huii.n hai.n sapano.n kii baahe.n}% \film{House No. 44}% \year{1955}% \starring{Dev Anand, Kalpana Kaartik}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Ravi Sriniwas (@gatech.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % \printtitle #indian % phailii huii.n hai.n sapano.n kii baahe.n aajaa chala de.n kahii.n dUr vahii.n merI manzil vahii.n terI rAhe.n aajaa chala de.n kahii.n dUr uu.Nche ghaaT ke sa.ng tale chhip jaae.n dhu.ndhalii fizaa me.n kuchh khoe.n kuchh paaye.n dha.Dakan kii lay par koii aisI dhun gaaye.n dede jo dilako dilakii panaahe.n aajaa chala de.n kahii.n duur \threedots jhuulaa dhanak kaa dhiire dhiire ham jhuule.n ambar to kyA hai taaro.n ke bhI lab chhUle.n mastii me.n jhuule.n aur saare Gam bhuule.n piichhe nA dekhe.n mu.Dake nigaahe.n aajaa chala de.n kahii.n duur \threedots phailii huii.n hai.n \threedots % #endindian \endsong %