% \startsong \stitle{puuchho naa yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa}% \film{Zamane Ko Dikhana Hai}% \year{1981}% \starring{Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure}% \singer{Asha, Rafi, Rishi, Padmini}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Reeta Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu) % \printtitle #indian % ##hmm hmm## (pUchho naa yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa) \- 2 tumape to ham mar miTe hai.n abhii se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayya ya-yaa yaa yaa yaa yaa \threedots padminii: aage kyaa hogaa R^ishhi: aage shaadii hamako mil gayii duniyaa pyaar kii maanaa ho gaye tum mere apane phir bhii ye savaal dil me.n ye khayaal naa ho ye kahii.n duur ke sapane ye aitabaar kyaa huaa dil kaa qaraar huA tumape to ham mar miTe hai.n abhii se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayyyaa \threedots padminii: aur phir kyaa hogaa R^ishhi: e paarTiyaa.n daavate.n apane paas kyaa aramaa.n ke sivaa yuu.N to mai.n tumhe.n aur kyaa duu.ngii zo bhii hai meraa mai.n aur meraa pyaar tumape ek baar sab luTaa duu.ngii chaahoge to mai.n dekhuu.Ngii tumhe.n kahadoge to phir sar jhukaa luu.ngii haay diladaar kyaa huA dil kaa qaraar huA tumape to ham mar miTe hai.n abhii se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayyyaa \threedots ko: vaah vaah \threedots padminii: are baabaa tum bhii to kuchh bolo naa R^ishhi: ye baat hai to suno chho.Do jaane jaanaa tum bhii ho kahaa.N ghabaraate nahii.n ham zamaane se dekho to idhar kisakaa hai jigar ulajhe aapake is dIvaane se ho ulajhe hazaar kyaa huaa ai mere pyaar kyaa huaa apanii khushii hogii ye zi.ndagii bhii isake sivaa aage kyaa hogaa ayyyaa \threedots % #endindian \endsong %