% \startsong \stitle{bevafaa yuu.N teraa muskuraanaa}% \film{}% \year{}% \starring{Mitali}% \singer{}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Uday Patel % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % bevafaa yuu.N teraa muskuraanaa yaad aane ke qaabil nahii.n hai is tarah zulm uThaa_e.n hai.n tuune sar uThaane ke qaabil nahii.n hai mai.n ne khat likh ke unako bulaayaa aake qaasid ne dukha.Daa sunaayaa unake pairo.n me.n meha.ndii lagii hai aane jaane ke qaabil nahii.n hai mai.n ne ##phone## karake unako bulaayaa unakii ##mummy## ne aakar uThaayaa unake haatho.n me.n meha.ndii lagii hai ##phone## uThaane ke qaabil nahii.n hai mai.n ne puuchhaa ke kal shab kahaa.N the pahale sharamaaye phir ha.Ns ke bole aap vo baat kyo.n puuchhate ho jo bataane ke qaabil nahii.n hai % #endindian \endsong %