% \startsong \stitle{is duniyaa me.n jiinaa ho to sun lo merii baat}% \film{Gumnaam}% \year{1965}% \starring{Helen, Nanda, Manoj Kumar, Mahmood}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Balaji A S Murthy % Transliterator: % Credits: % Comments: For raaga afficianodos, the song is based on the raaga bhoop % \printtitle #indian % is duniyaa me.n jiinaa ho to sun lo merii baat Gam chho.D ke manaa lo ra.ng relii aur maan lo jo kahe kiTTii kelii jiinaa usaka jiinaa hai jo ha.Nsate gaate jiile zulfo.n kii ghanaghor ghaTaa me.n nain ke baadal piile aish ke ba.ndo.n aish karo.n tum chho.Do ye Kaamoshii aa_ii hai.n ra.ngiin bahaare.n lekar din ra.ngiile mai.n alabelii chi.ngaarii huu.N naachuu.N aur laharaa_uu.N daaman daaman phuul khilaa_uu.N aur Kushiyaa.N barasaa_uu.N duniyaa vaalo.n tum kyaa jaano jiine kii ye baate.n aao merii mahafil me.n mai.n ye do baate.n samajhaa_uu.N % #endindian \endsong %