% \startsong \stitle{kahaa.N chal diye, idhar to aao}% \film{Jhuk Gaya Aasmaan}% \year{1968}% \starring{Rajendra Kumar}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % kahaa.N chal diye, idhar to aao mere dil ko na Thukaraao bhole sitamaGar maan bhii jaao, maan bhii jaao kahaa.N chal diye \threedots hamaarii jaan jaatii hai, adaa kahate ho tum isako ba.De masuum qaatil ho, sazaa dete ho tum mujhako kahaa.N chal diye \threedots khilaunaa jaan kar hamadam, mere dil ko na to.Do tum mai.n raahii huu.N muhabbat kaa, akelaa ab na chho.Do tum kahaa.N chal diye \threedots mere dil me.n chale aao, ki ye ghar bhii tumhaaraa hai tumhaaraa pyaar hii ab mere jiine kaa sahaaraa hai kahaa.N chal diye \threedots % #endindian \endsong %