% \startsong \stitle{ham tere pyaar me.n saaraa aalam kho baiThe}% \film{Dil Ek Mandir}% \year{1963}% \starring{Meena Kumari, Rajendra Kumar, Rajkumar}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ham tere pyaar me.n saaraa aalam kho baiThe tum kahate ho ki aise pyaar ko bhuul jaao, bhuul jaao ham tere pyaar me.n saaraa aalam \threedots pa.nchii se chhu.Daakar apanaa ghar, tum apane ghar me.n le aaye ye pyaar kaa pi.najaraa man bhaayaa, ham bhar bhar ke muskaaye jab pyaar huaa is pi.njare se, tum kahane lage aazaad raho ham kaise bhulaaye.n pyaar teraa, tum apanii zubaa.N se ye na kaho ik pyaar kaa ... dekhaa thaa, ik pyaar kaa ... to.D diyaa hamane to ..., ab ... ... jo.D diyaa is pyaar ke ga.ngaa jal me.n balam jii ham tan man apanaa dho baiThe tum kahate ho ki aise pyaar ko bhuul jaao, bhuul jaao \threedots jab hii to suhaagan kahalaayii, duniyaa ke nazar me.n pyaar banii tum pyaar kii sundar muurat ho, aur pyaar hamaarii puujaa hai ab in charaNo.n me.n dam nikale, bas itanii aur tamannaa hai o pyaar ke saagar ham terii laharo.n me.n naav Dubo baiThe tum kahate ho ki aise pyaar ko bhuul jaao, bhuul jaao \threedots % #endindian \endsong %