% \startsong \stitle{aa.Nsuu to nahii.n hai.n aa.Nkho.n me.n}% \film{Daaera}% \year{1953}% \starring{Meena Kumari, Nasir Khan}% \singer{Talat}% \music{Jamal Sen}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % aa.Nsuu to nahii.n hai.n aa.Nkho.n me.n pahaluu me.n magar dil jalataa hai, dil jalataa hai buu.Ndo.n pe lahuu hai hasarat kaa jigar par aaraa saa chalataa hai, dil jalataa hai jaag uThataa hai jab Gam kyaa kahiye us vaqt kaa aalam kyaa kahiye jis raat gaye dhiire dhiire jab koii kalejaa malataa hai, dil jalataa hai ai dard\-e\-jigar ye baat hai kyaa ye aap hii apanii raat hai kyaa hotii hai kasak har dha.Dakan me.n har saa.Ns liye kha.njar chalataa hai, dil jalataa hai ham haar gaye hai.n tere Gam se dekhaa hii nahii.n jaataa hamase jalataa hai pata.ngaa jab koii aur shammaa kaa aa.Nsuu Dhalataa hai, dil jalataa hai % #endindian \endsong %