% \startsong \stitle{baaGo.n me.n bahaar hai}% \film{Aradhana}% \year{1969}% \starring{Rajesh Khanna, Farida Jalal, Sharmila Tagore}% \singer{Rafi, Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % pu : achchhaa to ye baat hai tum bhii sun lo jo jo savaal mai.n puuchhuu.N unakaa sach\-sach javaab denaa Dan.h? strii: Dan.h pu : achchhaa, to baaGo.n me.n bahaar hai? strii: kyaa? pu : mai.n ne puuchhaa baaGo.n me.n bahaar hai? strii: haa.N hai pu : kaliyo.n pe nikhaar hai? strii: haa.N hai pu : to, to tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, na na na, na na na pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai strii: hai pu : kaliyo.n pe nikhaar hai strii: hai pu : o~ tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, na na na, na na na pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai \threedots strii: chho.Do haTo, jaa_o paka.Do na bai.nyyaa aa_uu.N na mai.n tere baato.n me.n sai.nyyaa pu : tumane kahaa hai dekho, dekho mujhe sai.nyyaa bolo tumako iqaraar hai strii: hai pu : phir bhii in.kaar hai strii: haa.N hai pu : o~ tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai tumane kahaa thaa mai.n sau duHkh sahuu.Ngii chupake piyaa tere man me.n rahuu.Ngii strii: vo sab kahuu.Ngii lekin vo na kahuu.Ngii tumako jisakaa intazaar hai pu : hai strii: phir bhii taqaraar hai pu : hai o~ tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, na na na, na na na pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai strii: achchhaa chalo, chhe.Do aage kahaanii hotii hai kyaa bolo pyaar kii nishaanii pu : bechain rahatii hai prem diivaanii bolo kyaa dil beqaraar hai strii: hai pu : mujhape aitabaar hai strii: hai pu : jiinaa dushavaar hai strii: hai, hai pu : aaj somavaar hai strii: are baabaa, hai pu : tumako mujhase pyaar hai strii: hai na na na na na % #endindian \endsong %