% \startsong \stitle{chaman ke phuul bhii tujhako gulaab kahate hai.n}% \film{Shikari}% \year{1963}% \starring{}% \singer{Lata, Rafi}% \music{G S Kohli}% \lyrics{Farouq Qaiser}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % chaman ke phuul bhii tujh ko gulaab kahate hai.n hamii.n nahii.n, hai.n sabhii laajavaab kahate hai.n nazar milaa ke mere dil kii baat pahachaano sunaa hai chehare ko dil kii kitaab kahate hai.n saaz\-e\-dil chhe.D diyaa hai to ye naGamaa sun lo bikharii bikharii huii ye pyaar kii kiraNe.n chun lo isii kiraN ko sanam aafataab kahate hai.n hamii.n nahii.n, hamii.n nahii.n hamii.n nahii.n hai.n sabhii laajavaab kahate hai.n chaman ke phuul bhii tujhako aaj tak dekhii nahii.n aisii dahakatii aa.Nkhe.n Daal do aa ke in aaNkho.n me.n chhalakatii aa.Nkhe.n sambhal ke piinaa ise sab sharaab kahate hai.n hamii.n nahii.n, hamii.n nahii.n hamii.n nahii.n hai.n sabhii laajavaab kahate hai.n chaman ke phuul bhii tujhako \threedots % #endindian \endsong %