% \startsong \stitle{dil kii ma.nzil kuchh aisii hai ma.nzil}% \film{Tere Ghar Ke Saamne}% \year{1963}% \starring{Dev Anand, Nutan, Harindranath}% \singer{Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Vandana V Iyengar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Neha Desai % Editor: % \printtitle #indian % ole ole ole ole ole ole o! dil kii man.zil kuchh aisii hai ma.nzil pyaar jis ne kiyaa ho vo jaane % whispering % pahaluu me.n yuu.N to sab ke hii dil hai dard ho jis me.n dil vahii dil hai % normal voice % pahaluu me.n yuu.N to sab ke hii dil hai dard ho jis me.n dil vahii dil hai pyaar jo hogaa dard bhii hogaa pyaar na ho to jiinaa mushkil hai aaj kis se javaan hai ye mahafil pyaar jis ne kiyaa ho vo jaane dil kii ma.nzil kuchh aisi hai ma.nzil \threedots % whispering % itanaa ba.Daa hai duniyaa.N kaa melaa log dilo.n se milate nahii.n hai.n % normal voice % itanaa ba.Daa hai duniyaa.N kaa melaa log dilo.n se milate nahii.n hai.n pyaar binaa to dono jahaa.N me.n phuul khushii ke khilate nahii.n hai.n kaun kis kaa huaa hai qaatil pyaar jis ne kiyaa ho vo jaane dil kii ma.nzil kuchh aisi hai ma.nzil \threedots % #endindian \endsong %