% \startsong \stitle{moraa goraa a.ng lai le}% \film{Bandini}% \year{}% \starring{Ashok Kumar, Nutan, Dharmendra}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Neha % Transliterator: Nita % Date: 4th October, 1999 % Credits: % Editor: % Comments: Some say the song is actually written by Shailendra % \printtitle #indian % moraa goraa a.ng lai le mohe shaam ra.ng dai de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng dai de ek laaj roke paiyaa.N ek moh khinche baiyaa.N haay ek laaj roke paiyaa.N ek moh khinche baiyaa.N jaauu.N kidhar na jaanuu ham kaa koii bataaii de ho~~~o~~ moraa goraa a.ng lai le mohe shaam ra.ng dai de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng dai de badarii haTaa ke cha.ndaa chup ke se jhaa.Nke cha.ndaa aa~~a~ badarii haTaa ke cha.ndaa chup ke se jhaa.Nke cha.ndaa tohe raahuu laage bairii muskaaye jii jalaai ke ho~~~o~~ moraa goraa a.ng lai le mohe shaam ra.ng dai de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng dai de kuchh kho diyaa hai paai ke kuchh paa liyaa gavaai ke~ kuchh kho diyaa hai paai ke kuchh paa liyaa gavaai ke kahaa.N le chalaa hai manavaa mohe baa.Nvarii banaai ke ho~~~o~~ moraa goraa a.ng lai le mohe shaam ra.ng dai de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng dai de % #endindian \endsong %