% \startsong \stitle{apanii nazar se unakii nazar tak}% \film{Humlog}% \year{1951}% \starring{}% \singer{Mukesh}% \music{Roshan}% \lyrics{Vishwamitra Adil & Udhav Kumar}% % % Contributor: Arup Ray % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % apanii nazar se unakii nazar tak ek zamaanaa ek fasaanaa kitane ho aap jaise aise zamaane me.n apane dil kaa kaun Thikaanaa unakii jafaa me.n miiThii vafaa hai zahar hai lekin kitanaa mazaa hai marane ke hote hai.n laakho.n bahaane jiine kaa hai bas ek bahaanaa apanii nazar se \threedots duur hii duur se dil me.n samaaye yuu.N nahii.n aate to sapano.n me.n aaye kaam hai unakaa paas na aanaa kaam hamaaraa priit nibhaanaa apanii nazar se \threedots dil jo liyaa hai dard hii de.nge is ke sivaa vo kuchh na kare.nge hotaa hai dil to hone do is ko tiir\-e\-nazar kaa yuu.N hii nishaanaa apanii nazar se \threedots % #endindian \endsong %