% \startsong \stitle{bahaare.n phir bhii aaye.ngii}% \film{Lahore}% \year{1949}% \starring{Karan Divan,Nargis}% \singer{Lata}% \music{Shyamsunder}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: % Credits: % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % nazar se duur jaanevaale dil se duur na karanaa mere aankho.n ko rone par kahii.n majabuur na karanaa bahaare.n phir bhii aaye.ngii magar ham tum judaa ho.nge ghaTaae.n phir bhii chaaye.ngii magar ham tum judaa ho.nge bahaare.n (jahaa.N chhup chhup ke ham milate)\-2 hai saajan do gha.Dii hamako ishaaro.n phir bulaayegii magar ham tum judaa ho.nge bahaare.n\threedots sandesaa pyaar kaa aayegii ? javaan raate.n pavan jhuule ? aayegii magar ham tum judaa ho.nge bahaare.n phir bhii aaye.ngii magar ham tum judaa ho.nge bahaare.n jahaan chhup chhup ke ham milate hai saajan do gha.Dii hamako ishaaro.n phir bulaayegii magar ham tum judaa ho.nge bahaare.n\threedots % #endindian \endsong %