% \startsong \stitle{bholaa bhaalaa rii moraa balamaa na jaane}% \film{Anokha Pyaar}% \year{1948}% \starring{Dilip Kumar, Nargis, Nalini Jayawant}% \singer{Lata / Meena Kapoor}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Zia Sarhadi}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: Dec 21,2000 % Comments: LATAnjali % \printtitle #indian % bholaa bhaalaa rii moraa balamaa na jaane bholaa bhaalaa rii moraa baabuu na samajhe priit bhare man ke ishaare haa.N haa.N rii more priit bhare man ke ishaare bholaa bhaalaa rii \threedots rouu.N to samajhe mohe aur koii duHkh hai jhuuTii ha.Nsii dekh piyaa maane morii sukh hai (chain na paaye jiyaa kaise bataauu.N piyaa)\-2 jiitii huu.N tere sahaare o baabuu more jiitii huu.N tere sahaare bholaa bhaalaa rii \threedots kaise javaanii raajaa kaisii zi.ndagaanii tere binaa jiivan hai bhuulii kahaanii (bhuulii kahaanii raajaa aake sunaa de)\-2 bikhare hai.n asuvan ke taare o raajaa more bikhare hai.n asuvan ke taare bholaa bhaalaa rii \threedots % #endindian \endsong %