% \startsong \stitle{bhuul jaate hai.n bhuul jaayaa kare.n}% \film{Neelkamal}% \year{1947}% \starring{Raj Kapoor, Madhubala?}% \singer{Rajkumari}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{Kedar Sharma}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: Snehal Bhatkar used the name B Vasudev for this film % Raj Kapoor's debut in a leading role. One stanza missing. % \printtitle #indian % bhuul jaate hai.n bhuul jaayaa kare.n aazamaate hai.n aazamaayaa kare.n merii qisamat me.n naamuraadiyaa.N hai.n ha.Nsii u.Daane vaale ha.Nsii u.Daayaa kare.n hasarate.n merii ruuTh jaaye.ngii mere sapano.n me.n bhii na aayaa kare.n % #endindian \endsong %